Tuesday, June 7, 2011

mujhe pyar tujh say zaror hy.

teri is ada say hon ashna
tujhe itna jis par guror hy..

main jiiyon ga tere bageer bhi
mujhe zindagi ka shaur hy,

main nikal k tere daam say
na giron ga apnay maqam say,

main"qatil" taygay-e-wafa sahi
mujhe pyar tujh say zaror hy.....!!

No comments:

Post a Comment