Tuesday, June 30, 2009

free counters

Monday, June 29, 2009








Ain aankhon ko sapnaa dekheya to hote
Kabhe tum na deep jaleyaa to hote

Qadem rokta keb, seh-poosh jangel
Umeedon ke jugnoo ureya to hote

Pohenchte utter ker haseen wadion mein
Paharoon per restaa benaya to hote

Samender ko sehrion mein lee ka aate
Kush andas apneya to hote

Leeye mein bhe kacha ghera muntzer the
Tum ais paar derya peh aeya to hote

Sir-e-aam derbar mein rakes kerti
Rewayet ke negma suneya too hote

Koye ho bhe sekta tha Neenan galle mein
Darecha sa perda hateya too hote !!
Tu aaya sapna bannkarr
You came as a dream

Yaad bankarr reh gaya
Stayed with me as memories

Tune kuch kaha nahin
You said nothing at all

Parr tera khaamosh rehna sab kuch keh gaya
But your silence spoke everything

Jaate jaate mudkarr nahin dekha tune
You didn't turn around while leaving

Tera saaya tere saath nahin tha
Your shadow was not with you

Jaane kaise woh mere saaye se juda reh gaya
It was still closer to mine
Aaj Rootha Huwa Ek Dost Bohot Yaad Aaya
Acha Guzra Huwa Kuch Waqt Bohot Yaad Aaya

Meri Aankho K Her Ek Ashk Pe Ronay Wala
Aaj Jab Aankh Ye Roee Tu Bohot Yaad Aaya

Jo Merey Dard Ko Seene Me Chupa Laita Tha
Aj Jab Dard Huwa Mujh Ko Bohot Yaad Aaya

Jo Meri Aankh Me Kajal Ki Tara Rehta Tha
Aaj Kajal Jo Lagaya Tu Bohot Yaad Aaya

Jo Mere Dil K Tha Qareeb Faqat Usko He
Aaj Jab Dil Ney Bulaya Tu Boht Yaad Aaya..!!
Mein Tujhe* Chahta Nahi Lekin!

Phir bhi jab paas Tum* nahi hotien
khud ko kitna udaas pata hoon
gum se apne hawaas paata hoon
janay ka dhun samai rehti hai
ek khamooshi c chai rehti hai
dil se bhi guftgu nahi hoti
Mein Tujhe Chahta Nahi Lekin!

Phir bhi shab k taweel khilwat mein
tere ehsas sochta hoon mein
teri her baat sochta hoon mein
kon se phool tumko bhate hein
rung kya kya pasand atay hain
kho sa jata hoon teri jannat mein
Mein Tujhe* Chahta Nahi lekin!

Phir bhi ehsas se nijaat nahi
souhta hoon tou ranj hota hai
dil ko Jaese koi dabota hai
jisko itna sarhata hoon mein
jiss ko iss darja chahta hoon mein
uss mein teri si koi baat nahi
Mein Tujhe Chahta Nahi Lekin
Tu Jo Rooti meri palkon pay nami reh jay gi
Zindagi bas naam hi ki zindagi reh jay gi

Tark-e-Ulfaat ke Irade par zara phir sochiye
Main chala jaaonga aur tu dekhti reh jay gi

Ye nahi Kehte ke Tuj bin Jee nahi paengy hum
Haan humari Zindagi mein ik Kami reh jay gi

Piyar ke sadqe ye lagta hai hamare Darmiyaan
Aur kuch na bhi Raha ye Dosti Reh jay gi

Main To Tae kar ke Chala jaonga duniya ka Safar
Mere baren mein ye Dunia Sochti reh jay gi

Zaat se Bar kar hai apni mujh ko apna piyara Fun
Main Agar na bhi Raha Ye Shairi Reh jay gi
SAN FRANCISCO (MarketWatch) -- Steve Jobs' return to Apple Inc. after a nearly six-month medical leave is a quieter, more subdued return to the company he co-founded, compared with his triumphant return of more than a decade ago.

Back in 1996, when Jobs came back to Apple /quotes/comstock/15*!aapl/quotes/nls/aapl (AAPL 142.40, -0.04, -0.03%) through its acquisition of his company NeXT, his return ultimately heralded the comeback of a company that was losing both money and market share, and appeared near death's door.

This time around, it is the company's visionary leader who has had a brush with death and is now more aware of his own mortality, and how his absence might leave Apple in the future. As long-time Apple watcher Tim Bajarin, president of Creative Strategies in Campbell, Calif., explains in this insightful piece in PC World, Jobs will likely focus more on what he sees for Apple in the long-term future, rather than the day-to-day.

"Surely he will not come back to Apple and work 40 to 60 hours a week again," Bajarin said. "Instead, I believe he will be around for the big decisions and help refine the projects that are already on the drawing board."

Indeed, Apple said on Monday that Jobs is currently at work a few days a week, and working from home the remaining days. See full story.

Bajarin also believes Jobs' real role upon returning will be to reinforce his vision, one that can span at least two decades. He noted that the iconic Walt Disney left a similar legacy behind at his Walt Disney Co. /quotes/comstock/13*!dis/quotes/nls/dis (DIS 23.75, +0.32, +1.37%) , with many long-term plans on the drawing board.

Let's hope that Bajarin is right.