Tuesday, December 14, 2010

Galti Meri Thi


Usne Mjhe Chaha Hi Nhi Me Chahat Samjh Betha

Uski Pal Bhar Ki Muskrahat Ko Pyar Samjh Betha

Wo To Hr Bat Pr Han Krti Thi Me Hi Iqrar Samjh Betha

Usne Mjh Se Ziyada Ehmiyat Di Apne Doston Ko

Me Uski Ye Ada Mazak Samjh Betha

Usne Kaha B Tha Koi Or Hai Meri Zindagi Me

Me Hi Khud Ko Uski Zindagi Me Samjh Betha

","UDAAS RAAT","
" " " " " " " " " " " "

Badan Thakan Se Choor Hai,

Par Neend Hum Se Door Hai,

Tera Khayal Sath Hai,

Barri Udaas Raat Hai..
Hawa-E-Gham Ka Zor Hai,

Samandron Ka Shor Hai,

Judaiyun Ki Baat Hai,

Barri Udaas Raat Hai..

Har Nazar Sharab Hai,

Tere Milne Ka Khwab Hai,

Ye Kon Sa Azaab Hai,

Barri Udaas Raat Hai..
Gaye Dino Ki Yaad Hai,

Thaka Thaka Sa Chand Hai,

Dukhi Dukhi Si Baat Hai,

Barri Udaas Raat Hai...


Woh Nahi Mera Magar

Woh Nahi Mera Magar Us Se Muhabat Hai,To Hai.

Yeh Agar Rasmon Riwajon Se Baghawat Hai, To Hai..

Sach Ko Mai Ne Sach Kaha, Jab Keh Diya To Keh Diya.

Ab Zamanay Ki Nazar Me Yeh Himaqat Hai, To Hai.

Dost Bn Kar Dushmano Ki Tarah Woh Satata Hai Mujhe.

Phir Bhi Us Pathar Dil Pay Marna Apni Fitrat Hai,To Hai.

Kab Kaha Mai Ne K Woh Mil Jaye Mujh Ko.

Us Ki Baahon Me Dam Nikle Itni Hasrat Hai,To Hai.

Woh Kisi Or Ka Hoga

Woh Kisi Or Ka Hoga To Qayamat Ho Gi,
Phir Kisi Ko Bhi Kisi Sa Na Mohobbet Ho Gi,

Usy Dekhay Koi Aacha Nahi Lagta Mujh Ko,
Us Se Badhkr Bhikoi Or Muhabbat Ho Gi,


Raat Kal Chaaand Ko Dekha To Ye Ehsaas Hua,
Woh Akela Hy Usy Meri Zarurat Ho Gi,

Ay \"Khuda\" Us Ko Kisi Or Ka Honey Na Dena!!!!!
Zindagi Bhar Mujhy Phir Khud Say Shikayat Ho Gi.....

Woh Kisi Aur Ki Hogi To Inayat Hogi
Yu Muhabbat Ko Sakhawat Se Ukhuwat Hogi

Usay Dekh Kar He Kuch Acha Nahin Lagta Mujh Ko
Kuch Dair Aur Yu Dikhi To Qayamat Hogi

Raat Kal Chand Ko Dekha To Ye Ehsaas Hua
Safed Anday Mein Zardi Ki Milawat Hogi

Aay \"KHUDA\" Woh Kisi Aur Ki Ho Na Paye
Warna Maut Her Mard Ki Wasiyat Hogi

Maana Teri Nazar

Maana Teri "NAZAR" Mei Tera "PIYAR" Hm Nahi,

Kaise Kahen?
K Tere "TALAB-GAAR" Hm Nahi.

Khud Ko "JALA" K "KHAAK" Kr Dala,
Mitta Dia,
Lo Ab Tmhari Raah Mei "DEWAAR" Hm Nahi,

Jisko Sanwaara Hmne Taman'naon K "KHOON" Se,
Gulshan Mei Us "BAHAAR" K Haq-Daar Hm Nahi,

No comments:

Post a Comment