Sunday, April 1, 2012

mohd khan balrampuri

Monday, January 23, 2012

mulayam singh with rajnath singh


dosaron par ilzam lgane se pehle apne griban main jhanky samaj wadi party

Wednesday, September 21, 2011

teri aankhein

Phool hai mera chehra khushboo teri aankhein,
Ghum hai mere zindagi khushi teri aankhein,

Rooenge Bohat hum se juda ho kar,
Bhoolaye hi nahi jathi hum se teri aankhein,

Dehkaye sahi dathi hai har pal mujhe,
Mager zakhmi Dil mein utar ti hai teri aankhein,

Ab tak meri yaadein hai es aankhon mein,
Ladthi hai har pal en yaadon se teri aankhein,

Yun hi yaad karthe rehna hum ko har pal,
"ArMaaN" sahil aur samandar teri aankhein.

Thursday, August 11, 2011

دل والے

دل والے آنکھوں کی بات سمجھ لیتے ہیں
خواب میں ملے تو ملاقات سمجھ لیتے ہیں

روتا تو آسمان بھی ہے کسی کے پیار میں
لیکن لوگ اسے برسات سمجھ لیتے ہیں

Tumhi ko chahtey rehna acha lagta hai

Bhari mehfil mein tanha rehna acha lagta hai
Tere barey mein sochte rehna acha lagta hai

Kabhi pholon mein, kabhi kaliyon mein
Tujh ko hi dhoondhte rehna acha lagta hai

Meri zindgi ki khushiyan tumhi se hain wabasta
Rab say sirf tumhein hi mangna acha lagta hai

Tumharey baghair zindgi ka koi tasavur nahi hai
Kuch is tarah tumhari tamanna karna acha lagta hai

Tum hi ko chaha,tum hi ko chahtey hain
Tumhi ko chahtey rehna acha lagta hai